shama-e-mohhabat ko jalay
rakhna..
hone tak kayamat hume yaad
rakhna..
na bhul kar bhi hume bhul
jana..
bana kar khawab apni aankho
me rakhna..
bana kar tasveer tum mer
husan ki..
har pal dil ki panaho me
rakhna..
na behak jaye kadam tere ishq
me..
humko tham kar apni baho me
rakhna..
aisi..
shama-e-mohhabat ko jalay
rakhna..
hone tak kayamat hume yaad
rakhna..
No comments:
Post a Comment