Thursday, October 7, 2010

aaj tu mujhko itna pila saaki


aaj tu mujhko itna pila saaki...
k mehkhano se jo niklu to khawabo me pahoch jau...
jo khawabo se mai niklu to mehkhana hi mai pau...
k zindgi se ab umeed kya rakhu...
jo paya nahi maine wo tere sath pa jau...
bhul jau mai k toota hua hai dil...
aur koi khawab ki duniya me kho jau...
aaj tu mujhko itna pila saaki...
k mehkhano se jo niklu to khawabo me pahoch jau...
jo khawabo se mai niklu to mehkhana hi mai pau...
aaj tu mujhko itna pila saaki...