Tuesday, July 14, 2009

shama-e-mohabbat



shama-e-mohhabat ko jalay rakhna..
hone tak kayamat hume yaad rakhna..
na bhul kar bhi hume bhul jana..
bana kar khawab apni aankho me rakhna..
bana kar tasveer tum mer husan ki..
har pal dil ki panaho me rakhna..
na behak jaye kadam tere ishq me..
humko tham kar apni baho me rakhna..
aisi..
shama-e-mohhabat ko jalay rakhna..
hone tak kayamat hume yaad rakhna..

No comments:

Post a Comment